लग जा गले के फिर ये हसीं रात हो.. न हो..
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो.. न हो..
हमको मिली हैं आज ये घडीयाँ नसीब से
जी भर के देख लीजिये हमको करीब से
फिर आप के नसीब में ये बात हो.. न हो..
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो.. न हो..
पास आईये के हम नहीं आयेंगे बार बार
बाहें गले में डाल के हम रो ले ज़ार ज़ार
आँखों से फिर ये प्यार की बरसात हो.. न हो..
शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो.. न हो..
...
English Lyrics of Lag Ja Gale
Lag ja gale ki phir ye hasin raat ho na ho
shaayad phir is janam mein mulaaqaat ho na ho
Hamako mili hain aaj ye ghadiyaan nasib se
Ji bhar ke dekh lijiye hamako karib se
Fir aap ke nasib mein ye baat ho na ho
shaayad phir is janam mein mulaaqaat ho na ho
Paas aaiye ke hum nahin ayenge baar baar
Baahen gale mein daal ke hum ro le jaar jaar
Aankhon se phir ye pyaar ki barasaat ho na ho
shaayad phir is janam mein mulaaqaat ho na ho